Kaise kaam karta hai

  1. Demo chuniye — Projects mein live demo aur admin panel dekhiye. Price, features aur delivery ke din wahin likhe hain.
  2. Order kijiye — add-ons chuniye (extra pages, SSL, SEO…), domain aur business ki jaankari bhariye. Login ke bina bhi shuru kar sakte hain.
  3. UPI se payment — poora payment ya 80% advance. Payment hote hi Bill of Supply aapke account mein.
  4. Requirements bhejiye — logo, content, photos ek form mein upload kijiye.
  5. Development — hamari team kaam karti hai; har stage ka update aur chat aapke account mein.
  6. Review aur badlav — website dekhkar badlav maangiye (2 revision free).
  7. Baaki payment aur launch — balance dekar website live; login details aur training aapke account mein.
Koi sawal? WhatsApp +91 96481 86793 par likhiye ya account mein chat kijiye.